Is post ko mai hindi me likhu ga(sms vaali hindi mai) kyuki sabhi indian ko english nhi yati or mai chahata hu ki sabhi is motivation post padh paye ,isake karan kisiki life achhi ho jaay to mai garv ki anubhuti kar payunga.
Is duniya mai bahut sare motivation guru hai yor ve peoples ko motivate bhi karte hai, lekin sabhi people par iska sahi prabhav nhi padta hai, kisiko labh or khushi milti hai ya fir kisiko dukh milta hai, esliye motivation start karne se pahle hmai ae janna hoga ki motivation tips kesi honi chahiye.
Mai pahle aapko ae batadu aaj ke samay me motivation tips kesi hoti hai, aaj ke samay me vyakti ko business me kese safalta milegi, jivan me kese safalta milegi, paisa kese kama sakte hai aisi aisi bate batayi jati hai, kya aisi tips se, ya aisi tips ke anusar jine se vyakti sampurn khus re sakta hai, mujhe nhi lagata hai aisi tips se koy sampurn khus hoga.

Mai kish tarah ki bate motivation tips mai samahit karunga wo niche likha hai
1) pahle khud ko janana hoga, kyu ki apane aapko jane bina koy vyakti khus nhi re sakta or apani yogyata ke anusar karya nahi kar sakta.
2) bhay(dar) mukt Life jini hogi ,dar ke karan life me hmm aage nahi badh pate,dar ka bahut disadvantages hai, isaliye hmai life se dar khatam karna hoga.
3) puri duniya ko bhi samaj na hoga ,aapki aas pas ke vyakti ko bhi janna hoga, isake sath
Aap ka relation kya hai vo bhi janna hoga, kyu vo me apko baad me bataunga
4) apane aapko healthy rakh na hoga, mind and body dono healthy hona chahiye, fakt body healthy he lekin mind nhi hai to bhi isko rogi hi kahte hai, koy bhi prakar ke vyasan nhi hona chahiye.
5) regular life honi chahiye sab kuchh time pe hona chahiye.
6) kuchh aise sadgun he jise hmai life me apana ne ho ge , guno ki charcha hum aage karega, kyuki isake bina koi jivan mai vastav me safal nhi ho sakta
7) mind ko kese sthir(Concentrate) karna hoga, aap kitan bhi hard work karlo lekin aapka mind concentrate nhi hoga to aapko safalta nhi mil sakti
8) jivan mai aek hi mukhya (main) lakshya (goal) hona chahiye, koin sa goal main hona chahiye vo bhi me aapko Baad me bataunga.
No comments:
Post a Comment